Monday, November 14, 2011

Mere sabhi indian dosto se ek choti si request!?

hindi main kaam karna aur batein karna acha lagta hai. Par jab sawal jawab ka karyakarm chal raha hota hai to bahut sare log hindi nahi jante.Isseley jagrati aur jankari hone tak english mein sawal jawab karna hi uchit hoga.Manyawar, is baat mein to dam hain ki arar karya ka parinam hi na mile aur jis ke liya karya kiya haye usi ko hi phal na mile to us ka kya labh.

No comments:

Post a Comment